It was just last night while flipping through the pages of my diary I saw these lines, I wrote when in class 10th I saw something which completely shook me from inside... and it is dedicated to that girl, whose story I will never forget, and will always be an inspiration for me.
Hain banaye rishtey jo bhagwan ne,
insaano ne sada nibhaye
par jane kyu kuch log abhi bhi
ye baat na jaan paye -
shayad ek ladki ne sada
in rishto mein aapne armaan hain dabaye
samaj ki prathaon ne usse sada
anchahe kaaj karvaye...
kyu nar-nari mein badhta jata
ye ling bhed adhikar hai,
kyu jan-jan aaj bhi
karta ek hi baat hai.
ladki nahi tum ho aaina
sambhalna iss jag mein bhaar hai,
tut gaya to paapi kehlaya
varna sundar uphaar hai.
Hain banaye rishtey jo bhagwan ne,
insaano ne sada nibhaye
par jane kyu kuch log abhi bhi
ye baat na jaan paye -
shayad ek ladki ne sada
in rishto mein aapne armaan hain dabaye
samaj ki prathaon ne usse sada
anchahe kaaj karvaye...
kyu nar-nari mein badhta jata
ye ling bhed adhikar hai,
kyu jan-jan aaj bhi
karta ek hi baat hai.
ladki nahi tum ho aaina
sambhalna iss jag mein bhaar hai,
tut gaya to paapi kehlaya
varna sundar uphaar hai.
Really meaningful lines. Well penned
ReplyDeleteReally meaningful lines. Well penned
ReplyDelete